Main Tera Kaun Hoon Lyrics – Rahul Mishra | Aakanksha Sharma

Main Tera Kaun Hoon Lyrics – Rahul Mishra | Aakanksha Sharma

Singer Rahul Mishra , Aakanksha Sharma
Music Rahul Mishra
Song Writer Rahul Mishra

Koi yeh bata de main hoon kahaan
Koi to bata de mera pata
Sahi hai ke nahi meri yeh dagar
Loon ke nahi main apna ye safar

Darr lagta hai sapno se
Kar de na yeh tabaah
Dar lagta hai apno se
De dein na yeh dagaa


Main chand hoon ya daag hoon
Main raakh hoon ya aag hoon
Main boond hoon ya hoon lehar
Main hoon sukoon ya hoon kehar
Koi ye bata de main kaun hoon
Main kaun hoon
Yaqeen hai ke nahi
Khud pe mujhko kya
Hoon ke nahi main
Hai farak padta kya

Kiske kandhon pe roun
Ho jaaye jo khataa
Kisko raahon mein dhoondun
Kho jaaye jo pataa

Main chand hoon ya daag hoon
Main raakh hoon ya aag hoon
Main boond hoon ya hoon lehar
Main hoon sukoon ya hoon kehar

Main sach kahun ya chup rahun
Dil khol doon ya tod doon
Main hadd karun ya bass karun
Main zidd karun ya chhod doon

Main chand hoon ya daag hoon
Main raakh hoon ya aag hoon
Main boond hoon ya hoon lehar
Main hoon sukoon ya hoon kehar

Hey...

Main kaun hoon.....

Main Tera Kaun Hoon Full Vedio Song...



Previous
Next Post »
close