Zindagi Ke Safar Mein lyrics in English | Aap Ki Kasam (1974) | Anand Bakshi | Kishore Kumar | Rajesh Khanna

Zindagi Ke Safar Mein lyrics | Aapki Kasam - Kishore Kumar Lyrics

Zindagi Ke Safar Mein is from the Aapki Kasam.This is the popular movie on those days.Zindagi Ke Safar Mein, this song is sung by most popular singer Kishore Kumar and nicely composed by music director R D Burman.Writer of this beautiful song is Anand Bakshi..

Zindagi Ke Safar Mein lyrics in English | Aap Ki Kasam (1974) | Anand Bakshi | Kishore Kumar | Rajesh Khanna
Zindagi Ke Safar Mein



Zindagi Ke Safar Mein Song Detail

Song          : Zindagi Ke Safar Mein
Album        : Aap Ki Kasam (1974)
Singer        : Kishore Kumar
Musician    : R. D. Burman
Lyricist       : Anand Bakshi



Zindagi Ke Safar Mein lyrics in English



Zindagi Ke Safar Mein
Guzar Jaate Hain Jo Makaam
Woh Phir Nahi Aate
Woh Phir Nahi Aate X (2)
Phool Khilte Hain, Log Milte Hain
Phool Khilte Hain, Log Milte Hain Magar
Patjhad Mein Jo Phool Murjha Jaate Hain
Woh Baharon Ke Aane Se Khilte Nahi
Kuchh Log Ek Roz Jo Bichhad Jaate Hain
Woh Hazaron Ke Aane Se Milte Nahi
Umra Bhar Chaahe Koyi
Pukara Kare Unaka Naam
Woh Phir Nahi Aate
Woh Phir Nahi Aate
Ankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai
Ankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai Suno
Doston Shaq Dosti Ka Dushman Hai
Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Na Do
Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinki
Rok Lo Rooth Kar Unko Jaane Na Do
Baad Mein Pyar Ke
Chaahe Bhejo Hazaron Salam
Woh Phir Nahi Aate
Woh Phir Nahi Aate
Subah Aati Hai, Raat Jaati Hai
Subah Aati Hai, Raat Jaati Hai Yoon Hi
Waqt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahi
Ek Pal Mein Yeh Aage Nikal Jaata Hai
Aadmi Theek Se Dekh Paata Nahi
Aur Parde Pe Manzar Badal Jaata Hai
Ek Baar Chale Jaate Hain
Jo Din-Raat, Subah-Shaam
Woh Woh Phir Nahi Aate
Woh Phir Nahi Aate
Zindagi Ke Safar Mein
Guzar Jaate Hain Jo Makaam
Woh Phir Nahi Aate
Woh Phir Nahi Aate....


Zindagi Ke Safar Mein lyrics in Hindi


ज़िंदगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते

फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं
फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाते हैं
वो बहारों के आने से खिलते नहीं
कुछ लोग जो सफ़र में बिछड़ जाते हैं
वो हज़ारों के आने से मिलते नहीं
उम्र भर चाहे कोई पुकारा करे उनका नाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में ...

आँख धोखा है, क्या भरोसा है
आँख धोख है, क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों शक़ दोस्ती का दुश्मन है
अपने दिल में इसे घर बनाने न दो
कल तड़पना पड़े याद में जिनकी
रोक लो रूठ कर उनको जाने न दो
बाद में प्यार के चाहे भेजो हज़ारों सलाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में ...

सुबह आती है, शाम जाती है 
सुबह आती है, शाम जाती है यूँही
वक़्त चलता ही रहता है रुकता नहीं
एक पल में ये आगे निकल जाता है
आदमी ठीक से देख पाता नहीं
और परदे पे मंज़र बदल जाता है
एक बार चले जाते हैं जो दिन-रात सुबह-ओ-शाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते...




Khuda Haafiz - Vishal Dadlani Lyrics
Previous
Next Post »
close